Saturday, November 24, 2007

Tum yaad naa aaya kaaro...



Jinko bhullna chahe har shah uskii yaad dilaye
Har koi duniya ko samjhaye par dil pe zor chal naa paaye
vo bhulli bisri kahaniyaan yaad naa dilaya kkaaro
Tum yaad naa aaya kaaro


Jinn rasto ko chodho jin rishto ko todho
Jin rasmo ko beete jin kaasmo ko tuute
kayee barse beet gaaye, unn yaadon ko yaad naa dilayao kaaro
Tum yaad naa aaya kaaro


Pehli mulakat vo, dil ke jazbaat jo
mill ke mill naheen paaye har ek ehsass vo
aase dil mein tadaf naa jaagaya kaaro
Tum yaad naa aaya kaaro


Hum tumse door nayeen duniya mein mushgull
usme teri yaadon kii dor hamein khiche tere aur
Jin rasto kii naheen koi manzil mukaam
Unn rasto pe naa kisi rahgir ko chalaya kaarooo...
Tum yaad naa aaya kaaro


Hamein bhulle tumhe sadiya beet geyi
yaahan ekk pal bhi naa bita tumein bhulle huye
tuu kitna kushh hai duniya mein apni
yaahan aakhiyaa taras geyi tujhe dekhe huye
aankhiyoo se yuu naa chalak jaaya kaaro
Tum yaad naa aaya kaaro

Monday, November 5, 2007

Ek Khat Likhna Hai Kisi Ko :My poem

One of the poem written by me sharing with u guys :))


Ek khat Likhna kisi ko....... kii bol mhoubhat ke milte naheen hai.......

Yuu mil jaate hai log zindagii mein par dil se dil kabhi milte naheen hai..........


Koii unse kya sawaal puchhe............. jawab jinse paana ho mushkil.....................
Beghana shehra mein apne bhi hai beghane ......Apni pehchann ke insaan yahan milte naheen hai......

Dard kii yeh kaisi dastann hai......pehla shabhad ishq hai aur aakhri khuda hai.....
Logo kaa daar daar pe bhatakna............Par yuu to bhagwan milte naheen hai.......

Ek khat likhna hai kisi ko.........

Kya likhde hum sab sach vo..........samjha hai humne abb tak joo.........
Aas naa laaga chot hii milegii ......sache aashiq mill jaate hai samajhne wale millte naheen hai........

Fuull khile hai murjhane ko.....Din nikla hai dhal jaane ko......
Kaasa hai yeh khuda kaa insaaf.....shuruwat uss safar kii bhi ho jaati hai.....Mukkammm jinke milte naheen hai.............

EK EK shabad yeh naa jaane kitne hai aansoon.....Yuu to logo ke mann mein sailaab milte naheen hai......

EK khat likhna hai kisi ko............................

Zindagi EK Pyaas Si Hai............

ZIndagi ek pyaas sii hai.............Bhujhte diye kii aag sii hai.......

Yeh to hai ek ajeeb dastann........Zindagi ek tallash hii hai............

Kabhi mhoubhat se mill jaaye to......Zindagi ek raat sii hai..........
Kabhi gujar jaatii hai khamoshi se jo.....jaase yeh shamshann sii hai.......

.....jaase yeh shamshann sii hai.......

Sunnti hii naheen..............sunna chahe jo kabhi..........

Yeh zindagii kaisi khamosh awaaz sii hai....................

Armanno mein yeh pal pal bitti huyi......Kii zindagii har roz neya roop badalti huyi.........

milke bhi naheen mil paati yeh kabhi....
Zindagii ek aadhuriii mulakat sii hai......

dikhti hii naheen dekhna chahe jo kabhi.......
Yeh zindagii kisi jhuthe khawab sii hai........

Kitne Aarmano kaa hai yeh ghar.......yeh zindagi ek kirayedar sii hai.........

EK din kar chaltii hai apna safar pura........
Jaase yeh jindagii kisi mehman sii hai.........

Kya kahan hai kisi ne jahan dana wahan khana,,,,
Kii yeh fir to koyi hisaab sii hai.....

Yeh zindagii ek pyaas sii hai........

Maa ---- hindi poems written by me

Maa ---- hindi poems written by me

hi guys i wanna share two beautiful poems written by me for mother here in this forum maa.............
**************************************** ******************
first one is :::::::::::::::::::: Maa to mahan hoti hai (I love this)


Maa to mahan hoti hai..... bachon mein isskii jaan hotii hai....

Mamtaa kaa saagar.... Daya kii murt...
Maa to bhagwan hotiii hai..................

Jab iskii godiii hum hai paale....
tooo kyun naa iskaa sahara baane....
Dhooph mein yeh chaav hotii hai...
Maa to maa hoti hai.....................

Kitne rishte hai iss jahan mein....
sab jhuthe rishto mein ek sachi maa hoti hai...

Maa to mahan hoti hai..... bachon mein isskii jaan hotii hai....

**************************************** ***************
the next poem is ::::::::::::::::: maa tuu har rishte se (another poem which was part of the first poem but i have changed it to make it another poem for u guys)

Sab ke chehro pe hai ekk jo muskaan…
Sab ke saath hai jo shakshat bhagwan…..
Itne dukh mein bhi jo sukh kaa ehsass dilati hai…
Maa tuu har rishte se pehle aati hai….

Aaj bhi hai yaad teri har ekk baat….
Terii sikhiyaa terii pyaari daanttt…..
Kiss kii maar bhi hamein pyaar sii bhatti hai….
Maa tuu har rishte se pehle aati hai….


Kitna andhera hai yeh zindagi ke rasto mein
Har chehra chupa hua hai jaane kitne chehro mein…

Aaj bhi aandhero mein roshnii jo jalati hai…
Mamtaa kaa saagar.... Daya kii murt...
Maa tuu har rishte se pehle aati hai….

**************************************** ********************

Hope u would love these poems and would appreciate these poems
thanks very much!

Vo mera hi aks hai................vo mera hi naam hai...........

Vo mera hi aks hai................vo mera hi naam hai...........
vo meri subah hai...................vo meri shyam hai.............

Vo jo bhi hai........Vo bahout pyaare hai..........................
Kii unke baad hii to rishte saare hai................................

Puja hai pal pal ......................Duyein bhi dii unko........
Vo dhahkan bann gaaye meri..............jee naa paayu jinke bin humto.........................

Vo rasta hai Vahi manzil.............
Vahi dukh bhi vahi sukh bhi..........

Vo mera hi aks hai................vo mera hi naam hai...........
vo meri subah hai...................vo meri shyam hai.............

Khata EK Karne Ko...A Poem By ME

Khata EK Karne Ko...A Poem By ME

Khata ek karne ko dil karta hai......Kaho Jo tum khata hum vo karle......
Mhoubhat hamein tumse ho gayee hai....Kaho jo tum tumse kuch Mhoubhat hum kar le......

Jo naa aayo tum to tadafta hai dil yeh pal -pal.....tadafta hai dil yeh pal -pal.....
Jo hote ho nazro se samne....Dil mein machalti hai ajab hulchal... ajab hulchal...

Nazar Bhar dekh ke tukhjo.....Nazar Bhar dekh ke tukhjo.....Hum aapni nazron mein qadd kar le..........

Khata ek karne ko dil karta hai......Kaho Jo tum khata hum vo karle......

Samne ho tera chehra....Fir chehra aaye nazar naa koi....
Baatein ho jab bhi teri....Fir baatein bhaye naa aur koi...........

Itni sii gujarish hai.....Itni sii gujarish hai.....Tab tak Aankhon ke samne rahiye.........Jab tak Dil aapka jee bhar kar deedar naa kar le......

Khata ek karne ko dil karta hai......Kaho Jo tum khata hum vo karle......

Yeh chandni raat aayi hai leke tere khawab........Humara naam tumse judh chuka hai .........tere naam ke baad.............Yuu aap se mhoubhat hai............Dil chah rahan hai Khata hum har ek aaz kar le.......

Khata ek karne ko dil karta hai......Kaho Jo tum khata hum vo karle......

Dil Milne Se...

Dil milne se dil lagne kaa ehsas to hota hai
paas tere hum jab bhi aaye hum kuch khass to hota hai

Mein naa samjhuu kyun dil yeh baat mujhse kehta hai?
Tuu dur hai dil ke fir bhi paas to rehta hai

Nazar milti hai nazro se to kaasa yeh itefaq hota hai
Pannah mangne lagti hai Mhoubhat sajan jab saath hota hai

Ishq mein jeena, Ishq mein marna
Ishq kii rahoon mein sab kuch karna
Kahan kisi ke khudh ke haath mein hota hai
paas tere hum jab bhi aaye hum kuch khass to hota hai

Dil ka dard mila jisko taqdeer ne usko deewana bana diya
Aisa khel khela kismat ne beghana koi apna bana diya

Kii apnepan ke haqq se hi to koi apna hota hai
Dil milne se dil lagne kaa ehsas to hota hai

Kya jannat vo chehega jise mil jaye zameen pe sab
Ishq kii chand ghadhiyoon mein jaannat kaa saath to hota hai

Dil lagga ho jisse vo dur rehkar bhi paas to hota hai
paas tere hum jab bhi aaye hum kuch khass to hota hai

Mil sakta hai dard lagaya dil jo, Tutt sakta hai dil banaya hai kisi ka ghar jo
Dil ke lagne tutne kaa apna ek swad to hota hai

Dil milne se dil lagne kaa ehsas to hota hai
paas tere hum jab bhi aaye hum kuch khass to hota hai

**************************************** ************************
Thanks Friends :))

Yaadein .....

Yaadein hai kii hum kisi kii yaadon mein baas jaaye
Yaadein hai kii hum kisi ko yaad badha aaye

Yaadein hai kii bhulne pe bhi kaase bhulaye?
Yaadein hai kii rudh ke jo dur chala gaya hai use wapis bulaye

Yaadein hai kii humpe julm badha yeh karti hai
hamein jeene naheen deti naa hi marne deti hai


Yaadein kisi se yaadein meri yehi fariyaad karti hai
Uss tak pahounch jaaye sandesh kii yaadein meri aaj bhi usse yaad karti hai

Yaadein hai kii hum kisi kii yaadon mein baas jaaye
Yaadein hai kii hum kisi ko yaad badha aaye

Yaadein to yaadein hai koi kaase bhulaye?
Pal mein beet geya jo gura kal koi kaase vapis lekar aaye?

Yaadon kii dor se har koi bandha khadha hai
Yaadein aatit kii vartmann banke sabke aage khadha hai

Yaadon kaa yeh kaasa hai karz?
Yaadon kaa yeh karz koi kaase chukaye?

Yaadein hai kii hum kisi kii yaadon mein baas jaaye
Yaadein hai kii hum kisi ko yaad badha aaye

Yaadein hai kii jo hamein badha tadfati hai,
Aksar jab aati hai hamein madhosh kar jaati hai
Yaadein to bas yaadein hai,
Yaadein yaadon mein simat kar reh jaati hai

**************************************** ************************
Thanks.....

Hum tum mein...

Hum tum mein yeh nazdeekiyaa kayi sawaal to udaati hai
har aankh hamein to laage hamse kuch puchna chahti hai

Kisko kare hum manna, Kisko kahein haan hai kuch
Mere dil kii bachann dhadhkane tere dil se yeh janna chahti hai

Kya de jawaab hote ho tum jab paas
nazre kyun teri nazro se milne se katraati hai

Kyun teri sunke awaaz O' meet mere
Ek ruut chehre pe aati hai ek jaati hai

Hum tum mein yeh nazdeekiyaa kayi sawaal to udaati hai
har aankh hamein to laage hamse kuch puchna chahti hai

Kyun tere paas aane ko hum itne betab rehte hai
Kyun banke laboo kii pyaas aap hamare saath rehte hai

Mere dil kii bachann dhadhkane tere dil se yeh janna chahti hai
Kyun har kashti ishq mein dariya mein dubb jaana chahti hai

Hum tum mein yeh nazdeekiyaa kayi sawaal to udaati hai
har aankh hamein to laage hamse kuch puchna chahti hai

Kaasi hai yeh ek pareshani sii
jispe hai humein bhi harani sii

Jise chahte hai hum dekhna har lamha apne paas
Laage kyun har ek shah hii unse duriya hamari badati hai

Hum tum mein yeh nazdeekiyaa kayi sawaal to udaati hai
har aankh hamein to laage hamse kuch puchna chahti hai

Baniye khawab..A poem written by ME..........

Baniye khawab raat mein din ko bhula dijiye, Yeh Mhoubhat to hai vo aag.............. jo jale na jale khudh ko jala liziye

Tadfiye saari umar, puri karne ko hasrat sirf EK, puri ho yaa naa ho apna wajood.......................... khudh hii mita liziye.....................

Dard mein padega jeena................ agar dil yeh kaheen laaga liziye
Yeh mhoubbhat to hai vo pyas................. Jo bhuje naa bhuje isme khudh ko dubo liziye..................................

Aitbaar karke dikhiye fir kisi kaa .......................Aur fir wahi haseen fareb kha liziye..............................
Khubb hasiye khudh ko aur khudh ko khubb rula liziye..................

Jism se abhi tak uski khuhboo bhi naheen geyi, Jo chahte hai dil se hum unka naam mita liziye......................
Paas aake kisi ke yuu kaase hum unse duriya badha liziye..........................

Baniye khawab raat mein din ko bhula dijiye, Yeh Mhoubhat to hai vo aag jo jale na jale khudh ko jala liziye.......................

Paas kiske hai kya? Dur kiske hai kya?
Pal mein chaho jitni utni duriya banaa liziye.............................
Kehte hai jo unhe gamm naheen hai koi.....................
Tadfega lamha-lamha kii ek gamm ISHQ kaa hii lagaa diziye.................................. ........................................ ............

Baniye khawab raat mein din ko bhula dijiye, Yeh Mhoubhat to hai vo aag jo jale na jale khudh ko jala liziye